Latest post

हमेशा साथ रखते हैं रूमाल तो न करें ये 6 गलतियां, वरना होंगे कई नुकसान

हमेशा साथ रखते हैं रूमाल तो न करें ये 6 गलतियां, वरना होंगे कई नुकसान
handkerchief-tips-in-hindi
Apne paas rumal to hamesha hona hee chahiye magar rumal jab rakhe to kuch baate dhyan me rakhe nahin to nuksan ho sakta hai. Dhyaan me rakhe yeh baate aur bach ke rahe nuksan se. 
  • Rumal hamesha light color ka hona chahiye. Dark colors se chitta ashant ho jaata hai aur kharab paristhiti khadi ho jaati hai. 
  • Rumal fata hua nahin hona chahiye aur us mein ched bhi nahin hona chahiye. Printed rumal ke badle plain rumal ka upyog kare aur printed use karna hai to bahut light prints hone chahiye. 
  • Rumal istemal karna hai to us ko fold kare aur voh bhi 4 ya to 6 fold jo ki lucky number maane jate hai. 3 aur 5 baar fold kiya rumal lucky nahin hai aur nuksan karta hai.
  • Rumal hamesha saaf hona chahiye aur har roj washed rumal ka upyog kare. Vaastu me aisa mana jaata hai ki bina dhoye rumal dusre din upyog kare to us me negative energy hota hai. 
  • Rumal saaf rakhe aur us par pen ya pencil se kuch bhi na likhe. Aisa kiya to dimag ka santulan par asar hota hai aur ekagrata nahin rehti hai. 
  • Apna rumal personal item hai. Kisi aur ko upyog karne na de aur aap bhi kisi aur ka rumal upyog na kare kyonki rumal se judi hoti hai vyakti ki negative aur positive energy jo exchange ho ke nuksan kar sakti hai.

No comments